

Meary sorat vich disda se tara mukra ni maa Lo ho gya azad Kashmir Lo ho gya azad Kashmir…. Noor-e-Akhtar ki ankhon may samae rehti hay bas ik tasveer Utho Kashmiriyo mujahido or utho ae Burhan waniĪpnay inhi hathon say laga kar kari zarab tor do zulm ki zangir Kyu ho gae hain gongy behray ya ho gai hain in ki ankhain be noor Yeh jabr-e-musalsal amun kay thaikay daron ko nazar kyu nahi ata Tujh say wada hay azad karwaen gay ik dinĪesi mar marein gay kay dushman bhi ho jae ga dil geer Hae wo jannat ki thin pariyan haya-o-paki thi jin ki jageer Kya khoob ro nojawan thay mar gai jin ko zulm ki zangeerĪb rhin na jin kay sar par chadrain izatain huin pamaal Wo alal subh munjmid pani may urti bhap kay murgholay jheel parĭha raha hay zulm tujh par dushman matwatar or bila tarteeb Yaad ati hay tip tip karti barsati sham main daal or chawal ki khushbo

Wo mosam-e-khizan main jhariun ka rang-e-tarekhi or rang-e-khakstar Or sabz libas pay orhay sufaid pala posh wo koh-e-ranganīehtay jharano ki matloon lehron kay sath surmae shamain Rang karti hay mujhay har dam rangat e shagr-e-qail

Wo rangeen pholon ki mehmeez karti khushbo jis ki nahin koi nazeer Wo neel go Banjosah kay behtay huay pani kay jaltarang

Haseen nazary hain jo teray aei wadi-e-benazeer Kiya tareef karein hum teri aey Janat-e-nazeer. Kay mushkilun k bhanwar se ise nikal kay laey hain khawiyya Har dam qayamat tak rkhna Allah is ko shad o abadĪey qoum kay saputo hmesha sambhal k rakhna ye naiyaa Kay aesi roshaniun ko ujagar karnay ko mera watan hay bnaa Kiun kay mera watan muhabbatun kay gulzaar khilanay k liye hay banaĪur khuda karay kay meray watan k ufaq par wo roshan chand ujagar ho jae Khuda karay kay meray watan baharun ko kisi ki nazar na lagay Qatra qatra muhabbat mila kar Pakistan hay bana Har anay wala ik dojay ka sahara tha banaĭaal kay hathun main hath muhabbatun ka istaara bana In kay kadmu ki chapun say dushman pay cha jae saqutĪbhi kal ki bat hay jab Pakistan tha bana Is ki rakhwali kartay hain maaun kay bahadur saput Is Jannat ko panay kay liye aqwam e alam hay marti Har ayar o maqar ki chaal is ko mitanay ki hay koshish karti Ye sab hain is ki muhabbat o azmat kay nishan Is dharti kay sufi bazurg hain shan is kiĭata Gunj Buksh aur Data Gunj e Shakr hain jan is kiįaisal Masjid, BadShahi Masjid buland o bala Minar e Pakistan Mera dais hay waliun aur oliya Allah ki duaon ka samarĭunya min hay aesa jaisay asman pay chamakta shams o qamar Watan ki baqa ko laga daitay hain apna tan man dhanĪwla riwayat o awla iqdar hain pehchan is ki Na janay kis shetan nay dilun say muhabbat ko nikala is kay dahkanun kay chamaktay sunehray badan Mera Watan Pyara Watan, Mera Watan Mera pyara dais Share this Poetry On Your Whatsapp and Facebook and show your personalty and emotion to your friends.Mera Watan Pyara Watan, Mera Watan Mera pyara des Now You Have The Best Shayari 2020 - Best Urdu Shayari app. Yaad Shayari Category Is Available In Best Shayari Urdu App And Also Zindagi Urdu Shayari Is Added In This App. Husn Urdu Shayari Is Also Added In This App. We Added Deedar Shayari Urdu In This App. We Added Dard Urd Shayari For You In This App, We Added Dosti Urdu Shayari In This App For You. In This App We Added Dua Shayari For You. You Can Use This App Without Internet.Best Shayari Urdu Brings You Many Poetry Without Internet. You Can Easily Share This Poetry With Your Friends.You Can Direct Share On Whatsapp By Clicking On Whatsapp Button. You Can Easily Copy The Poetry By Clicking On Copy Button. In Best Shayari Urdu many poetry categories are added.which include Dua Poetry, Islamic Poetry, Eid Poetry, Muhabbat Poetry, Dard Poetry, Dosti Poetry, Baarish Poetry, Ruthna Poetry, Deedar Poetry, Husn Poetry, Yaad Poetry And Zindagi Poetry.You Can Share This Shayari On whatsapp and facebook easily. Here Is The Best Shayari 2020 - Best Urdu Shayari.
